tu mange jaan te inkaar kar nahin sakde
manya k zindagi lendi imtehan bade
itni badi duniya mein koi sahara nahin
apno ki bheed mein koi hamara nahin
kadam ladkhadaye to unka haath tham liya
wo bhi hanskar bole ye hakk tumara nahin
hamare dil ke arman aansuon mein beh gye
hum gali mein the gali mein reh gye
kambakhat light chali gayi jo baat unse kehni thi
vo uski mummy se keh gye...
taras jaoge ek ada ke liye
behak jaoge ek nazar ke liye
na karo pyar mein bewafai kabhi
warna zindagi bhar tadpo ge kisi ki wafa ke liye........
ban ke ajnabi mile the zindagi ke safar mein
in yadon ke lamho ko kabhi mitayenge nahin
agar yaad rakhna fitrat hai aapki
to hum bhi aapko bhulenge nahin...
No comments:
Post a Comment